FREE PRESETS FOR LIGHTROOM MOBILE 2019 ZIP
Hey guys welcome to editingmaterial.com doston is website me aapko editing se related content dekhne ko milenge and aapko saare stocks and backgrounds bilkul free me download karne ko milega jisse aap apne photo editing ko awesome look de sakte ho and guys aajke is post me mai aapko new and fresh lightroom presets dene wala hu jo ki may 2019 ke hain aur mai in sahi presets ko aapke liye ek zp file me add kardiya hu jisse aapko kaafi madad milegi download karne me and aap aasahni se isko apne mobile me download karke use akr paoge apne lightroom mobile me aur is zip file me aapko 50 presets mil jayenge jisme kaafi saare presets mil jaate hain jaise moody effect preset,tint orange effect preset, dark and blue tint presets lightroom me in sabhi presets ka use karke one click me aap apne pic me in effect dal sakte ho and ye editing aajakl kaafi trend me hai aur sabhi ko lightroom editing me intrest hai to guys aap bhi apne pic ko lightroom editing se trend me laiye and social media me share karke kaafi saare followers earn kar lijiye jaise aapko jaankari hogi ki instgram,facebook and jitne bhi aise social pages hai waha photography and photo editing ka area me yahi editing trend me hai so wait to hame karna nahi hai so kyu na ham bhi yahi trend apnaye to der kis baat ki download karo editing karo apna bhi photo apne lightroomse and chha jao, aage read kijiye ki presets kaise use karte hain and download kaise karna hai in presets ko..
WHAT IS LIGHTROOM PRESETS
Guys presets kya hota hai ise kaise use karte hai and isko kaise create karte hai ye sab jaane ke liye aap yaha click karen CLICK HERE aapko yaha full jankari mil jayega and is post me bhi mai aapko short me samjha deta hu, So friends presets for lightroom kya hota hai to guys ham apne phone me lightroom app me photo editing karne ke liye usme diye gaye tools ka use karte hain and hamare pic me bahut se tools ka use karke new effect banate hain jisse hamare pic ka look change hojata hai for example hamre image ke background me green colour se tree view ya fir koi bhi green colour me natural pic hai usme hamne colour grading ka use karke green ko yellow kiya aur apne pic me brightness increase kiya and usme vintage ka use karke save kiya to ye hogya hamara pic ready. lekin agar ham presets use karte hain to ye saare effects hame copy paste karne par apne pic me effect mil jata and in presets ko ek pic me effect use karke dng file me save kiya jata hai jise ham lightroom me open karke iske effect ko copy kar saken and apne pic me paste kar saken so guys aapko samjh aahi gaya hoga ki lighroom preset kya hota hai and aage padhiye ki ise kaise create kiya jaata hai and aap bhi ise bahut aasani se create kar sakte ho apne pic me effects add karke..
HOW TO CREATE LIGHTROOM PRESET IN MOBILE
Guys lightroom mobile me apne iamge ke saath presets create karna bahut hi aashan hai and aapko bhi ye try karna chaiye so isme mai aapko bataunga ki aap kaise apne image me effect add karke apna khudka ek dng file yaani ki lightroom mobile preset create kar sakte ho and apne friends ke saath share kar sakte ho, So chaliye dekhte hain ki aap kaise apne image ke saath lightroom mobile preset creat kar sakte hain, Sabse pehle aapko apna image lightroom mobile me open karna hain and open karne ke baad aapko jo bhi effect apne iamge me add karna hai wo aap kar lijiye uske baad aapko right corner me jana hai jaha bahut se option aapko dekhne ko mil jayega jisme aapko save presets ka option dikhega usme click karne par aapka preset ready hojyega and dng file me save hojayega and aap use kahi bhi use kar sakte ho jo efect aapne apne image me add kiya hai..
DOWNLOAD 50 NEW 2019 LIGHTROOM MOBILE PRESETS
Hey doston new lightroom presets kaise download akr sakte ho isko read karo and jaan jao to aapko bata dun ki is post me aapko lightroom presets ke baare me hi aapko batane aaya hu and 50 new presets bhi laya hu jo ki bilkul free me aapke liye hain aur ye lightroom presets 50+ aapko milenge jo ki zip file me aapko milega aur aap download pe click krk one click me 50 new lightroom presets download kar sakte ho so iske liye aapko niche download button me click karna hai and aapko apna gdrive account select karna hai apne phone me and aapko lightroom presets 2019 ka file dikh jayega and aap usme click karke in sabhi 50 lightroom presets ko download akr apoge aur apne lightroom mobile me use kar paoge ..
0 Comments